000 02578nam a22002057a 4500
003 OSt
005 20250214142842.0
008 250213b |||||||| |||| 00| 0 eng d
020 _a9789350571620
040 _cAACR-II
082 _aOR 491.456 LEA
100 _aEdited by Maharana, Ravinarayna
_99142
245 _aLearn odia through hindi: Vyakaran sahita hindi-odia bolna sikho (Odia Learning)
260 _aNew Delhi
_bV & S Publishers
_c2025
300 _a288 p.
520 _aPrastut Pustak me batchit sambandhit vakyo ko padhkar aap Odia bhasha ka prayog Bazaar, Bus Stand, Office aadi jagho par asani se kar sakte hai. Yeh pustak un logo ko dhyan me rakhakar likhi gai hai jo hindi se Odiabhasha sikhne ke ichchhuk hai. Odiake kai vidvano tatha manovaigyaniko se pramarsh ke pashchat is pustak ka sankalan kiya gya hai. Pathako ki suvidha ke liye is pustak ko kul panch khando me bata gya hai. Pustak ke saath Audio CD sanlagan hai jiska upyog kar aap saraltapurvak Odiabol sakte hai. Pustak ke kuch pramukh ansh. Odiavyakaran se sambandhit Prayawachi Shabd, Vilom Shabd tatha Lokpriya Muhavaro ka prayog, Mahtvapuran Shabdavali me sharir ke vibhinn ang, aatmiy rishtedaron se sambandhit shabd, Khaad Samgri, Rog, Kide-Makodo, Janvaro ke Naam, Fal, Sabji tatha Vibhinn Dhatuo ke bare me jaankari di gai hai. Pustak me Kya, Kyon, Kuon, Kaise aadi shabdo ka prayog Bazaar, Bank, Daakghar, Railway Station, Bus Stand, Restaurant aadi jagho par kis prakar Odiabhasha me batchit kare iski vistrit jankari bhi di gai hai. Aavedan patra, Abhinandan patra, Mitra ko patra, Pustako ke liye Order kis prakar likhe iska bhi udaharan pustak ke antim khand me nihit hai. Pathako se anurodh hai ki Odiasikhne ke liye is pustak me diye gaye batchit ke ansho ko pratidin avashaya padhe. (This book helps people in learning Odia langauge through rightful application of words and sentences in places like market, bus stands, offices, etc. It is specially designed for the people who wish to learn hindi to odia languague conversions. It is a compilation of exerts from various Hindi language experts and psychologists. The book has been divided into five parts to make it easier for the students to read and learn. It is available with a free Audio CD that helps individuals in learning to speak the language. Major parts of the boook: Odia Grammar related synonyms, antonyms and usage of famous idioms, important words related to the body parts, foot items, family
650 _aOdia Language Learning
_99143
650 _aHindi to Odia Learning
_99144
942 _2ddc
_cB
999 _c357790
_d357790